Dekhte Dekhte – Rahat Fateh Ali Khan Hindi Video

ArtistRahat Fateh Ali Khan
MusicRochak Kohli
LyricsNusrat Fateh Ali Khan
Dekhte Dekhte Full Song | Latest Bollywood Song | Rahat Fateh Ali Khan Version

Presenting the full audio song “Dekhte Dekhte” from the upcoming Hindi movie “Batti Gul Meter Chalu”.This Bollywood rendition of Nusrat Fateh Ali Khan original song is done by Rochak Kohli and sung by Rahat Fateh Ali Khan.

GULSHAN KUMAR, T-Series and Virendrra Arora present In Association Krti Pictures, Batti Gul Meter Chalu is an upcoming Indian Hindi film directed by Shree Narayan Singh and is produced by Bhushan Kumar, Krishan Kumar, Shree Narayan Singh, Nitin Chandrachud, Kusum Arora and Nishant Pitti. This movie is featuring Shahid Kapoor, Shraddha Kapoor, Divyendu Sharma and Yami Gautam in the lead roles.

Song Credits :
Song: Dekhte Dekhte
Singer: Rahat Fateh Ali Khan
Music Recreated by: Rochak Kohli
Lyrics Rewritten by: Manoj Muntashir
Original Lyrics: Nusrat Fateh Ali Khan
Original Music: Nusrat Fateh Ali Khan
Additional credits
Song Produced, Mixed and Mastered by – Bharat Goel @ Global Sound Labs
Associate Programming, Keys by – Feroz Khan
Guitars by – Mohit Dogra
Additional Vocals by – Altamash Faridi, Ashish
________________________________________

lyrics

Ab tu hathon se lakeeren bhi mitti jati hain
Us ko kho ker tu mere pass raha kuch b nhi
Kal bicharna tu phir ehad-e-wafa soch k bandh
Abi aghaz-e-mohabbat he gaya kuch b nahi
Main tu is wastay chup ho k tamasha na bane
Tu smajta he mujhe tujh se gila kuch b nahi
Sochta ho kay wo kitne masoom thay
Kya se kya ho gaye dekhte dekhte
Main ne pathar se jin ko banaya sanam
Wo khuda ho gaye dekhte dekhte
Jin pathro ko hum ne ataa ki thi dharkane
Wo bolne lage tu hum hi pe baras pare
Mera hathon se tarashay howay pathar k sanam
Mera hi samne Bhagwan banay bethe hain
Hashar hai wehshat-e-dil ki awargi
Hum se pucho mohabbat ki deewangi
Jo pata puchte the kisi ka kabhi
La pata ho gaye dekhte dekhte
Hum se ye soch ker koi wada karo
Ek waday pe umeren guzar jain gi
Ye he dunya yahan kitne ehal-e-wafa
Bewafa ho gaye dekhte dekhte
Din chup gaya sooraj ka kahi naam nhi hai
O wada shikan ab bhi teri shaam nahi hai
Shab-e-wada ye raha kerte hain baten dil se
Dekhain yaar aata he pehle ka qaza aati he
Kal se be kal ho bhala khaak mujhe kal aaye
Kal ka wada tha na wo aaj aaye na wo kal aaye
Roz ka intezar kon kare ap ka aitabar kon kare
Ho chuka wada k kab aaiye ga dekhye ab na bhool jaiye ga
Bhala koi wada khilafi ki had he
Hisaab apne dil me laga ker tu socho
Qayamat ka din aa gaya rafta rafta
Mulaqat ka din badalte badalte
Hum se ye soch ker koi wada karo
Ek waday pe umeren guzar jain gi
Ye he dunya yahan kitne ehal-e-wafa
bewafa ho gaye dekhte dekhte
Ghair ki baat tasleem kya kijye
Ab tu khud per bhi hum ko bharoosa nhi
Apna saya smajhte the jin ko kabhi
Wo juda ho gaye dekhte dekhte
Sochta ho kay wo kitne masoom thay
Kya se kya ho gaye dekhte dekhte.!!

Read less