Fursat Hai Aaj Bhi – Arjun Kanungo Hindi Video

VideoFursat Hai Aaj Bhi
ArtistArjun Kanungo
MusicArjun Kanungo
LyricsMayur Puri
Fursat Hai Aaj Bhi Arjun Kanungo New Hindi Video Song 2020 HD

Song – Fursat Hain Aaj bhi
Artist/Singer – Arjun Kanungo
Music – Arjun Kanungo
Lyrics – Mayur Puri
Music producer – Prasad S.
Additional Programming – Arjun Kanungo
Keys – Sasmit Rudra
Bass – Roland Fernandes
Guitars – Bhushan Chitnis
Flute – Naveen Kumar
Recording supervisor – Aniket Gundewar
Mix and Master – PA Deepak

Video Credits

Shot on the iPhone
Starring – Arjun Kanungo, Sonal Chauhan
Director – Keyur Shah
Associate Director – RIshav Agrawal
Consulting DOP/DOP – Kaushal Shah
Editor – Sandeep Francis
Colorist – Aditya Aakash

VYRL Originals brings to you Arjun Kanungo’s latest romantic song Fursat Hai Aaj Bhi, featuring the gorgeous Sonal Chauhan and lyrics by Mayur Puri.

Arjun and Sonal team up once again to take you on a journey of how a couple reminisce beautiful momories they have spent together, and though there are highs and lows in a relationship true loves always finds its way back home.

Watch till the end, this video will surely leave you with a smile.

Fursat Hai Aaj Bhi Song Lyrics

Verse 1:
Bhoolna kya, bhulaana kya?
Roothna kya, manaana kya?
Dil ko behlaane ka
Aur bas hai bahaana kya?

Zindagi ka thikaana kya?
Dil kabhi tha sayaana kya?
Rooh mein tu hai mehfooz
Phir tera jaana kya?

Tujhe khoya nahin, tha kabhi…
Tu hai yahin kahin, aaj bhi…

Fursat ka jo har lamhaa hai
Mujhse bas ye kehta hai
Aadat teri baaton ki, aaj bhi

Teri ankhon ne jo dekhe they
Meri ankhon mein wo sapne hain
Sarhad nahin khwaabon ki, aaj bhi
Tu hai aaj bhi…

Verse 2:

Bin bulaaye ye aana kya?
Aa gaye toh hai jaana kya?
Teri yaadon se behtar hai
Dil ka thikaana kya?

Tere mere wo pal meethey
Kum lagey saath jo beetey
Par tu hai door ye meri
Ankhon ne maana kya?

Tujhe bhoola nahin tha kabhi
Tu hai mere kareeb aaj bhi

Fursat ka jo har lamhaa hai
Mujhse bas ye kehta hai
Aadat teri baaton ki, aaj bhi
Mmmmm… Aaj bhi!

Teri ankhon ne jo dekhe they
Meri ankhon mein wo sapne hain
Sarhad nahin khwaabon ki, aaj bhi
Tu hai aaj bhi…

Read less