BOHT HARD – EMIWAY X THORATT Hindi Video

ArtistEmiway Bantai
MusicTony James
LyricsEmiway Bantai
BOHT HARD – EMIWAY X THORATT | Rap Video Song | Mrhd.in
BOHTHARD Mrhd EMIWAY
MUSIC BY TONY JAMES
DIRECTOR – SAM MOHAN
Boht hard literally means very hard is used as an expression to commend something/someone ubercool. Here in this video,boht hard suggests people who do the impossible. The folks who are pioneers of alternative culture in India come from humble backgrounds and practice day in and day out to make the impossible possible.
instagram – emiway_bantai and thorattt
Management mail id – imailemiway@gmail.com

lyrics

Naa main launda ameer ghar ka
Ghooma hoon galiyon mein
Baatein sadak ki likhta
Karta woh karta jo mujhe thoda ajeeb lagta
Bin wajah ki taqleefein har waqt sehta
Kyun parampara nahi hai ye
Phir bhi hoon sanskari
Sadak pe rehke seekha maine
Padun tujhpe bhaari
Boht bhari mera kaam bhari
Tu kha le jaam
le le jaankari
Haah na gully se na mohalle se
Main nikla hoon sadak se
Bamai ki dadagari
Phukat bhadak ke humpe
Phir bhi chhoda na dodaya
Kyun paala pada tera sadak se
Bhag ke jo lete jhadap
Main chal na hat na wat upar se
Neeche se, peeche se
Dekhe toh bhott galat kiya tune
Bhott Hard, Boht Hard kya
Bhott Hard, Boht Hard kya
Bhott Hard, Boht Hard kya
Bhott Hard, Boht Hard kya
Bhott bhott… (x2)
Sun!
Boht hard tha Physics aur Math pass karna
Watta diya padhai
Shuru kiya panne ko bharna
Item bhi pareshan
Boli ki chat toh tu kar na
Bhool chuka hai sadak mein doob chuka hai
Sadak pe sunega tu beta maa bhen ki galiyan
Koi chal ke jaata kaam pe
Koi pocket ko chura liya, chhupa liya
Khudko aise bheed mein
Sabse hatke dikhna hai toh
Taaqat chahiye reedh mein
Haan lead mein hero banunga
Aise khwab rakhne wale sadak se
Bheje ko chala chhote soch thoda alag se
Halak se utara maine 10 Rs ka Vada pav
Aise din dekhe hain maine
Tab jaake badha bhav mera
Maloom hai na sunn!
Haan hansta hoon main
Inke soch pe tarasta hoon main
Hip Hop ka monsoon ka badal hoon
Barasta hoon main
Sach sach shot dene aaye
Seedha pach pach
Apne kaam pe dhyan de
Kyun khota karta mach mach
Bach bach kitne sare pareshani raaste mein
Chai khari chalta hai
Apne Mumbai ke nashte mein
Khulke zara saans le ve
Zindagi ke faasle mein
Kitna kuch hai kehne ko aur
Kitna kuch paas bethe
Phir bhi haasil kyun na kar paate
O Bhai log sirf bol bachan
banke dete nakli dialogue
Bantai log band karo warna bhai log
Warna ladki bhi bulayegi tere koi bhai log
Chal…
Boht Hard, Bhot Hard kya
Boht Hard, Bhot Hard kya
Boht Hard, Bhot Hard kya
Boht Hard, Bhot Hard kya
Boht bhott… (x2)

Read less