ZINDAGI AYE ZINDAGI – Rahat Fateh Ali Khan – Maatr Hindi Video
Movie | Maatr 2017 |
Artist | Rahat Fateh Ali Khan |
Music | Fuzon |
Lyrics | S K Khalish |
We bring to you brand new song ZINDAGI AYE ZINDAGI from movie MAATR. The film is an upcoming Indian revenge thriller, written by Michael Pellico and directed by Ashtar Sayed releasing on 21st April, 2017 starring Raveena Tandon, Alisha Khan, Madhur Mittal, Divya Jagdale, Anurag Arora, Rushad Rana,Saleem Khan, Shalee Goel |
Song: ZINDAGI AYE ZINDAGI Singer: RAHAT FATEH ALI KHAN Music: FUZON Lyrics: S.K. KHALISH Music Label: T-SERIES Produced by- Anjum Rizvi, Manoj Adhikari, Innama Sayed Edited by: Manoj Magar Director of Photography: Hari K. Vedantam Executive Producers: Michael Pellico, Stephen Pellico Associate Producers: Sanjay Adhikari, Yaniv Rokah,Ashraf ali shah Line Producer- Shailender Kaushik Background Score: Uttkarsh Dhotekar Sound -Hemant Rao Dialogues- Mishka singh Action – Vikram Dahiya Enjoy & stay connected with us! Subscribe to T-Series: http://bit.ly/TSeriesYouTube Like us on Facebook: https://www.facebook.com/tseriesmusic Follow us on Twitter: https://twitter.com/tseries Follow us on Instagram: http://bit.ly/InstagramTseries Circle us on G+: http://www.google.com/+tseriesmusic Find us on Pinterest: http://pinterest.com/tseries |
lyrics |
Beasar hain Saari aahein iltejayein raye gaan Na koi humdard apna na koi Meharbaan… O hum sunaye kisko apni dastaane bebasi, Zindagi ae zindagi -x4. Ik pal mein jaane ki zilmat Chaal kaisi chal gayi Loriyan thi jo labon pe Aahon mein kyun dhal gayi. Kyun aansuon mein Beh gaye woh Khwaab jo, aankhon mein the. Dil ki har ik Aarzu bhi, saath dil ke jal gayi. O kis tarah jhele Koi ab waqt ki ye sandili. zindagi aye zindagi -x4. Bujh gaya har ek manzar Chaand taare kho gaye, Na woh aayi Jo banwar mein Do kinare kho gaye. In raaston se mit gaye Saare hi kadmon ke nishaan. Mera humsafar Khoya toh jaise Sab sahare kho gaye. Ho manzilein bhi ajnabi hain Rahguzar bhi ajnabi. Zindagi ae zindagi -x4. Bhatke huwe hai raahon mein Insaan tere ya rabb mere Insaniyat bhoole hain ye Insaan tere ya rabb mere. Sab jaan ke anjaan hai Bas naam ke insaan hain. Hai bas se bhi badtar huwe Insan tere ya rab mere, Mere khuda karam ka apne jalwa dikha Tu sahara de Soonahon doobe dilon ki ilteja Tu sahara de, Mere khuda, mere khuda Tu sahara de -x2. |
Leave a Reply