Aabad Barbad (8D SONG) – Arijit Singh Hindi Video
| Video | Aabad Barbad |
| Artist | Arijit Singh |
| Music | Pritam |
| Lyrics | Sandeep Srivastava |
| Aabad Barbad (8D SONG) Arijit Singh Full Song Video New Video Song 2021 HD |
Aabad Barbaad Song Lyrics |
| Ya to barbaad kar do |
| Ya to barbaad kar do Ya phir aabaad kar do Ya to barbaad kar do Ya phir aabaad kar do |
| Wo galat tha yeh sahi hai Jhooth yeh aaj keh do |
| Itna ehsaan kar do Itna ehsaan kar do Poore armaan kar do |
| Lab pe aakar jo ruke hain Dhai wo harf keh do Meri saanson se judi hai Teri har saans keh do |
| Mushqil aasaan kar do Mushqil aasaan kar do Ya to barbaad kar do Ya phir aabaad kar do Ya to barbaad kar do.. |
| Meetha sa yeh zehar Main to peeta rahunga Tu khuda na sahi Main to sajde karunga |
| Hmm.. |
| Meetha sa yeh zehar Main to peeta rahunga Tu khuda na sahi Main to sajde karunga |
| Tum jo sheerin na huye kya Humko farhaad kar do Meri saanson se judi hai Teri har saans keh do |
| Mushqil aasaan kar do Ya to barbaad kar do Ya phir aabaad kar do Ya to barbaad kar do.. |
| Khwabon ko jagah na mili aankhon mein Wahaan pehle se hi sailaab tha Nagme banaata fira saajo pe Dil apna fatak mijraab thha |
| Hmm.. |
| Khwabon ko jagah na mili aankhon mein Wahaan pehle se hi sailaab tha Nagme banaata fira saajo pe Dil apna fatak mijraab thha |
| Meri bejaan hasraton ko Kaabile-daar kar do Meri saanson se judi hai Teri har saans keh do |
| Itna ehsaan kar do Itna ehsaan kar do Poore armaan kar do |
| Ya to barbaad kar do Ya phir aabaad kar do.. |

Leave a Reply