Sun Saiba Sun Pyar ki Dhun (Remix) – DJ Dalal Hindi Video
| Video | Sun Saiba Sun Pyar ki Dhun |
| Artist | Lata Mangeshkar |
| Music | DJ Dalal |
| Lyrics | Hasrat Jaipuri |
| Sun Saiba Sun Pyar ki Dhun (Remix) DJ Dalal Full Song Video New Video Song 2021 HD |
| Movie: Ram Teri Ganga Maili (1985) Song: Sun Saiba Sun Starcast: Mandakini, Rajiv Kapoor and Kulbhushan Kharbanda Singer: Lata Mangeshkar Music Director: Ravindra Jain Lyricist: Hasrat Jaipuri Sun Saiba Sun Pyar ki Dhun Lyrics |
| Sun sahiba sun pyaar ki dhun |
| Oh, maine tujhe chun liya, tu bhi mujhe chun Sun sun sahiba sun pyaar ki dhun Oh, maine tujhe chun liya, tu bhi mujhe chun |
| Sun sahiba sun pyaar ki dhun |
| (Ah, ah) Aah aah, aah aah, aah aah aah aah aah Koi haseena kadam pehle badhaati nahin Majboori dil se na ho to paas aati nahin Ho, majboori dil se na ho to paas aati nahin Khushi mere dil ko had se zyaada hai Tere sang zindagi bitaane ka iraada hai Oh, preet ke yeh dhaage tu bhi sang mere gun Sun sahiba sun pyaar ki dhun Oh, maine tujhe chun liya, tu bhi mujhe chun |
| Sun sahiba sun pyaar ki dhun |
| (Ah, ah) Tu jo haan kahe to ban jaaye baat yeh Hote na ishaara to chal doon main saath bhi Tere liye sahiba naachoongi main gaaoongi Dil mein basa le tera ghar bhi basaaoongi Oh, daal de nigaahon kar de pyaar ka shagun |
| Sun sahiba sun pyaar ki dhun |
| (Ah, ah) Aah aah, aah aah, aah aah aah aah aah Mera hi khoon-e-jigar dega gawa hi meri Tere hi haathon likhi shaayad tabaahi meri Ho, tere hi haathon likhi shaayad tabaahi meri Dil tujhpe waara hai, jaan tujhpe waaroongi Aaye ke na aaye, tera rasta nihaaroongi Oh, kar le kubul mujhe hoga bada kun Sun sahiba sun pyaar ki dhun Oh, maine tujhe chun liya, tu bhi mujhe chun |
| Sun sahiba sun pyaar ki dhun |
| (Ah, ah) Oh sahiba sahiba, oh sahiba sahiba oh Oh, maine tujhe chun liya, tu bhi mujhe chun Sun sahiba sun |

Leave a Reply